Surah Al-Baqarah (2), Ayaat 141
Har shakhs sirf apnay amaal ka silla paye ga
Date: 04th Jan, 2014
Jo loog pehlay guzar chukkay hain woh apnay amal ka hissab dain gaye aur hum apnay amal ka. Koi shakhs kisi dosray ka saharah nahi pakar sake ga